Tuesday, 16 May 2017

Hazrat Ali Sons Names

Hazrat Ali Sons Names


1.Hussain ibn Ali

2.Hassan ibn Ali

3.Abbas ibn Ali

4.Jafar ibn Ali

5.Mosa ibn Ali

6.Umer ibn Ali

7.Awn ibn Ali

8.Abdullah ibn Ali

9.Yahya ibn Ali

10.Uthman ibn Ali

11.Moshin ibn Ali

12.Ubaid Allah ibn Ali

13.Muhammad-ul-Asghar ibn Ali

Some Important information About Holy Quran

Some Important  information About Holy Quran


Quran majeed Allah ka akhri asmani kitab ha jis ka nazool Hazrat Muhammad (S.A.W) par hua .Quran Allah ki taraf sa aik zinda mojza ha jo rehte dunya tak tamam insanon ka liye rahe hadayat ha ..Quran Majeed ramzanul muarak ma nazil hua Quran majeed ma kul 114 suraten han kuch suraten madni han or kuch makki .Quran pak ki sab sa bare surat Surah Bakra ha or sab sa choti surat surah Kausar ha Quran pak ka Nazool Hazrat Muhammad ma 23 sal ka doran nazil hua .YA Allah ka kalam ha or is ki hifazat ka zimma bhe Allah na khud liya.Quran pak ma surah tauba wo wahid surat ha jis ka shuru ma bismillah nae ata.

Hazrat Muhammad (S.A.W) Sons Names

Allah na Hazrat Muhammad (S.A.W) ko 3 Betay Ata kiye lakin woh bachman ma he is dunya sa rukhsaat hogaye kun ka Ap Allah ka akhri Nabi the is liye ap par nabowat ka ikhtitam hoa.

Hazrat Muhammad (S.A.W) Sons Names


1.Qasim ibn Muhammad

2.Abdullah ibn Muhammad

3.Ibrahim ibn Muhammad

Monday, 15 May 2017

Hazrat Ali ki Faqqerana zindagi ka Waqiya---Complete Story

Hazrat Ali ki Faqqerana zindagi ka Waqiya---Complete Story


Aik shaks bohat bhooka tha us ko raste ma Hazrat ALI  mile jo sookhe roti ko pan ma dabo kar kha rahe the us na ap sa poocha ka ma bohat bhooka hon ap na farmaya ka aik jaga patr langar chal raha ha wahan ja kar khana kha lo .jab wo wahan pohncha to us na dakha ka wahan dastarkhawan par tarha tarha ka khane pare hoye the us na pait har kar khana khaya .jab wo kha chuka to wo kuch khana chupane laga Imam Hussain jo is langar ko chala rahe the us sa pocha ka ya kahan  la ka jarahe ho to us na kaha ka mane raste ma aik shaks ko daikha jo roti ko pani ma dabo kar kha raha tha ma ya khana us ka liye la kar jaraha hon IMAM na muskura kar kaha ka ya in he ka to dastarkhawan han wo mere baba Hazrat Ali han.Mashallah ya HA Hazrat Ali ki saadgi ka dosron ko behtreen khana khilate or apne liye sirf mamoli si roti .

Names And Titles OF MUHAMMAD (S.A.W)

Names And Titles OF MUHAMMAD (S.A.W)


1.Al-Habeeb

2.Al-Mubashir

3.Al-Kareem

4.Al-Muzzammil

5.Al-Hanif

6.Mustafa

7.khairul bashar

8.Al-Bashir

9.Al-Amin

10.Khatim an Nabiyin

Sunday, 14 May 2017

Hazrat Ali ka Sabr or Insaaf ka Waqiya--Complete Stoy

Hazrat Ali ka Sabr or Insaaf ka Waqiya--Complete Stoy


Aik mataba aik yahoodi na ap ki zara chura li or is ko bazar ma baichna ka liye laya to Hazrat Ali na us  ka pas apne zara dakh li ap na hakimwaqat hone ka bawajood khud faisla nae kia balka mamla adalat ma la gaye yahoodi na kaha ka ya mere zara ha adalat na Hazrat Ali ko gawa paish karne ka kaha Imam Hussan na ap ki gawai di lakin adalat na in ki gawai yeh kehte hoye manne sa inkar ja diya ka wo ap ka sahabzada han lahazaa wo apne walid ka huq maa hi gawai dan Hazrat Ali na wo zara yahoodi ko da di Yahoodi Hazrat Ali ka ya Adal or insaaf dakh kar bohat mutasir hoa or rona laga o ap sa maafi mangi o islam qabool kar liya.

Hazrat Ali (A.s) ka Rasool Pak (S.A.W) ka bistar par sonay ka Waqiya--Complete story

Hazrat Ali (A.s) ka Rasool Pak (S.A.W) ka bistar par sonay ka  Waqiya--Complete story


Jab Hazat Muhammad (S.A.W) na logo ko Allah ka peegham pohchya o deen ki tableeg ki to wo ap ka jani dushman hogaye chanacha aik din unho na plan bnaya ka Hazat Muhammad (S.A.W) ko qatal kar dan chanacha kafir aik bare tadad ma talwar liye Hazat Muhammad (S.A.W) ka ghar pohnch gaye rat ka waqat tha unho na kaha ka subah jab Hazat Muhammad (S.A.W) ghar sa bahar nikale gan to hum in ko qatal kar da gan Hazat Muhammad (S.A.W) na Hazrat Ali ko apne bistar par sone ka hukum diya or Allah ka hukum sa hijrat ka faisla kiya kufar makkah yah samjhte rahe ka Hazat Muhammad (S.A.W) andar mojood han Hazat Muhammad (S.A.W) na kuch amanaten jo lofon na ap ka pas jama karwaye the hazrat Ali ko den or kaha ka tm kal logon ko in ki amanten wapis kar ka madina ajana .Hazrat Ali Hazat Muhammad (S.A.W) ka bistar par sogaye.Subah hoye to kufar na darwaza khatkataya Hazrat Ali na darwaza khola  kufar kehne lage ka Ali btao ka Hazat Muhammad (S.A.W) ka kahan han ap na jawab diya ka kia tum un ko mere hawale kar gaye the jo mujh sa pochte ho ap na logon ko in kiamanten wapis ki or madina tashreef la aye

Hazrat Ali (A.S) ka Famous Alqab and names

Hazrat Ali (A.S) ka Famous Alqab and Names


1.Fateha Khaiber

2.wajhullah

3.ainullah

4.udullah

5.Babulilm

6.Yadullah

7.Haider-e-karar

8.Mazharul Ajaib

9.Imamul Auliya

10.Abu turab

11.Lisanullah

Hazrat Khadija (A.s) ki Zindagi ka bare ma Bayan---Complete storya

Hazrat Muhammad (S.A.W)  ka nikkah hazrat khadija ka sath Hazrat Abu Talib na pahaya tha nikkah ka waqat Hazrat Muhammad (S.A.W)  ki umer mubarik 25 saal thi jab ka Hazrat khadija ki uumer 40 saal thi .Hazrat khadija na ap ki tajarat ka bare ma emandari or dayanat ka Qissay sunay to unho na ap (S.a.w) ko shadi ka peegham pohnchaya ap na apna sara malodolat islam ki sarbulndi ka liye waqf kar diya or har mushkil halat ma Hazrat Muhammad(S.A.W) ka sath diya ap ka malodolat sa islam pehlna ma bohat madad mili ap pehle aurat the jinho na sab sa pehle islam qabool kiaa

Hazrat Muhammad (S.A.W) Ka Nikkah kis na parhaya tha?

Hazrat Muhammad (S.A.W)  ka nikkah hazrat khadija ka sath Hazrat Abu Talib na pahaya tha nikkah ka waqat Hazrat Muhammad (S.A.W)  ki umer mubarik 25 saal thi jab ka Hazrat khadija ki uumer 40 saal thi .Hazrat khadija na ap ki tajarat ka bare ma emandari or dayanat ka Qissay sunay to unho na ap (S.a.w) ko shadi ka peegham pohnchaya ap na apna sara malodolat islam ki sarbulndi ka liye waqf kar diya or har mushkil halat ma Hazrat Muhammad(S.A.W) ka sath diya ap ka malodolat sa islam pehlna ma bohat madad mili ap pehle aurat the jinho na sab sa pehle islam qabool kiaa

Hazrat Muhammad (S.A.W) Or aik Bodhi Aurat ka Waqiya--Complete Story

Hazrat Muhammad (S.A.W) Or aik Bodhi Aurat ka Waqiya--Complete Story


Hazrat Muhammad (S.A.W) ka zamane ma aik bodhi aurat the jab ap  (S.A.W) us ka ghar ka paas sa guzarte to wo ap  (S.A.W) par kachra pehnka karte the.wo roz ap  (S.A.W) par kachra pehnkte jab ap  (S.A.W) gali ma sa guzarte lakin ap kuch kahe bagair chale jate aik roz jab ap  (S.A.W) us ka har ka paas sa guzare to us na ap par kachra na pehnka ap  (S.A.W) na logon sa us bodhi aurat ka baray ma poocha to pata laga ka wo beemar ha ap  (S.A.W) us ki ayadat ka liye us ka ghar gaye jab us na ap  (S.A.W) ko dakha to wo dar gaye us na socha ka ya to wahe han jin par ma kachra pehnka karte the ab ya zaoo apna badla lana aye ho gan ap  (S.A.W) us aurat ka pas gaye o us ki kheiyat daryaft ap  (S.A.W) ka ya husna salloq dakh kar wo bohat mutasi hoye or us na islam qabool ka liya.

Saturday, 13 May 2017

Hazrat Muhammad (S.A.W) KA Zamana ma nafarman bete ka Waqiya--Complete Story

Hazrat Muhammad (S.A.W)  KA Zamana ma nafarman bete ka Waqiya--Complete Story


Muhammad (S.A.W)  ka zamana ma aik shaks ki mout ka waqat qareeb aya kahen dinon tak jan kani ki kaifyat ma mubtala raha marta tha na jeta the Hazrat Muhammad (S.A.W)  ko is shaks ka bae ma itlah di gaye Hazrat Muhammad (S.A.W)  na farmaya ka "kia is ki maa zinda ha .arz kia giya "ji han " Hazrat Muhammad (S.A.W)  na famaya ka is ki maa ko bulaya jaya jab wo wahan pohnche to Hazrat Muhammad (S.A.W)  na farmaya ka tum apne bete ko maaf kar do us na ka kaha ka ma isko maaf nae karsakte is na mujhe bohat dukh or ghum diye han ma ise kabhe maaf nae karon gi is par Hazrat Muhammad (S.A.W)  na farmaya ka lakriyan jama ki jaye or iska bete ko aa ma daal diya jaye lakriyan jama ki gayen jab iska bete ko  aag ma pehnka jane laga to us aurat ki mamta jaag gaye or wo rote hoye kehne lage ka hazoor isko aag ma na dala jaye Hazrat Muhammad (S.A.W)  na famaya ka agar tum apne bete ko maaf nae karo gi to Allah bhe isko maaf nae kare ga.chanacha is aurat na apne bete ko maaf kadiya or youn uske bete ki jaan nikal gaye .

Hazrat Ali (A.S) Ka Elmohikmat ka Waqiya--Complete Stoy

Hazrat Ali (A.S) Ka Elmohikmat ka Waqiya--Complete Stoy


Aik martaba Hazrat Ali (A.s) namaz ka liye ja rahe the ka shetan insaan ka labas ma aya or kehne laga ka aaj ma ALI ki namaz qaza kar ka raho ga wo Hazrat Ali (A.s) ka pas aya o kehne laga ka ka Ali btao ka kon sa janwa anday date han o kon sa janwar bache date han us na socha ka Ali ha janwa ka naam la ka btaye gan o youn kafi dar ho jaye gi o in ki namaz bhe qaza ho jaye gi lakin Hazrat Ali (A.s) jin ka pass Allah na bohat elm diya tha farmaya ka:"jin janwaron ka kaan nazar ate han wo bache date han o jin ka kaan nazar nae ate wo anday han .us na pocha koi o nishani batao to ap na famaya ka jo janwar khane ko nigalte han wo anday date han o jo khane ko chaba ka khate han wo bache date han SUBHANALLAH

Friday, 12 May 2017

Rasool Pak Hazat Muhammad ka mojzat...Complete

Rasool Pak Hazat Muhammad ka mojzat...Complete

Hazat Muhammad (S.aw) ka 3 ehm taeen mojzat han


AP par Quran ka nazool hona

Allah pak na ap (S.A.W) par quran nazil kia Quran Aik zinda mojza ha jo qayamat tak tamam insanon ka liye rahe hadayat ha ap par quran nazil kia giya ya bohat bara mojza ha kun ka aga ya quran kisi pahar par bhe nazil hota to wo reza reza hojata.

Shaqul Qamar ka mojza

Qureesh makkah na ap sa kaha ka har nabi ko Allah koi na koi mojza daka bhejta ha ap bhe apna koi mojza dikayen phi he hum ap par emaan laye gan to ap (S.A.W) na apne shahadat ki ungli sa chand ki taraf ishaara kia to chand ka aik tukra logon ko pahar ki aik taraf or dosra tukra dosri taraf jata hua dikhae dia

Suraj ka palat jana


Aik bar ap Hazrat Ali ka sath the ka ap ki ankh lag gaye ap ka sareaqdas hazrat Ali par tha asar ka waqat agiya lakin Hazrat Ali na ehtrame Rasool ma ap ko uthana munasib na samjha waqat guzata giya or asa ka waqat guzarta giya jab Rasool ki ankh khuli to ap na Hazrat Ali sa poocha Ali tum na asar ki namaz nae parhe to Ali na famaya ka ma namaz kase pahta ap ka sare aqdas mujh pa tha to Rasool Pak na Allah sa dua kia or sooaj palat giya o asa ka waqat agiya phi ap dono na asa ki namza ada ki

Hazrat Ali (A.s) Ka Mojza --Complete Story

Hazrat Ali (A.S) Hazrat Muhammad(S.A.W) ka chachazad bhae the ap bohat bahadur or bre ilm wale the aik bar kuch logo na ap sa shararat karna ka socha or kaha ka mere is dost ki namaze janaza parha di jiye un logon na apne dost ko samjahaya tha ka tum jhoot moot marna ka bahana karna or lete rehna wo log Hazrat ALI ka pas gaye oar kaha ka is ka namaze janaza parha di jiye Hazrat Ali A.S na pocha ka kia ma is ka namaze janaza parha don unho na kaha ha ji parha di jiye ap na un sa teen bar yahe pocha or unho na kaha ka ji parha dan.garz Hazrat Ali na us ka namazejanaza parha dia or chale gaye wo log dil dil ma khush ho rahe the ka Ali na zinda ka namazejanaza parha dia jab unho na apne dost sa kaha ka uth ja ab ALI chale gaye han lakin wo na utha jab uunho na dakha ko such much mar giya ha to wo boihat pareeshan hogaye wo log Hazrat Ali ka pas gaye or ro kar kehna lage ka hame maaf kar dan hum na to ap ka sath mazaq kia tha ab aisa nae karen ga is ko zinda kar dan to Hazrat Ali na Allah ka hukam sa us ko dobara zinda kar dia

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa True Story

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa  Turki ma aik badshah tha jiss ka naam muraad tha aik din us na irada kia ka wo raat ko shehar ma gas...