Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa
Turki ma aik badshah tha jiss ka naam muraad tha aik din us na irada kia ka wo raat ko shehar ma gasht kare ga take ya jan sake ka uski riaya kin halaat ma zindagi guzar rahe han wo apne wazeroon ko la kar nikal giya raste ma us na aik shaks ko bazar ma laita hua dakha badshah us ka paas giya or us ko salam kia lakin us na koe jawab na diya .wazeeron na jab us ko dakha t unho na kaha ka badshah salamat ya to mar chuka ha badshah k bohat taajub ha ka iska mulak ma lash istra parhe hooye ha us na logo ko jama kia or kaha ka is laash ko utha kar isko ghar pohncha d lakin ke bhe us lash ko uthane ka liye tiyar nae tha 2 nojawan badshah ka paas aye badshsh na kaha ka kia tum is ko jante ho unh na kaha ji han hame to iska ghar ka bhe pta ha badshah na kaha ka is lash ko iska ghar pohncha date han take is ka namaejanaza parha dain unho na kaha ka ya aik sharabi ha or zanakar ha hum to na iski laash uthaye ga or na he iska namazejanaza ada kare gan badshah na kaha ka chalo tum namaze jana na parhanaa kamazkam is ko utha kar iska ghar pohncha do jab wo loog is ki lash ko la kar uske ghar iski bivi ka paas gaye to wo rona lage or kehne lage ka mera shohar bohat he acha insan tha wo 2 nojuwan ya keh kar chale gaye ka ya to sharabi or zanakar ha badshah na us ki biwi sa poocha ka isna kon sa naik kaam kiya ha biwi na kaha ka mera shohar aik jaga kam kia karta tha un pason ma sa ghar ka ikhrajat ma sa jo paase bach jate tha wo isma sa sharaa ki botal kharidh lata tha or ghar par la kar usko bathroom ma daal diya kar date the ma us sa kehe ka tum asa kun karte ho to us na kaha ka ma koe acha kaam to kar nae sakte isliye ma ya sharab ki botle bathrom ma daal data tha ka kamazakam 2 log he sharaab peene ka gunah sa he bach jayen wo ya kam rozana kia karta tha isi trha wo rooz aik fahisha ka ghar jata or usko pase da kar kehta ka ab tum ko pase mill gaye han isliye ab apne darwaza ko aaj raat na kholna wo yeh kehta ka mere is amal sa kamazkam 2 loog he zana ka gunah sa bach jaye gan ma us saa kehte ka tum hjar rooz sharab late h or fahisha ka paas jkate ho loog tumhe aik sharabi or zanakar samje gan wo kehta ka mera ,mamla Allah ka sath ha wo meri niyaat ko janta ha wo kehta ka mera jan aza bihat bare ulmaah paraye gan badshah ya sunta giya or roone laga us na kaha ka ma iska namazeja naza ma aon ga or bare are ulmmah iska namazejana ma shirkat karen ga.
Sir if u don't mind aap k is store main bohot mistake hain
ReplyDelete