Hazrat Ali ki Faqqerana zindagi ka Waqiya---Complete Story
Aik shaks bohat bhooka tha us ko raste ma Hazrat ALI mile jo sookhe roti ko pan ma dabo kar kha rahe the us na ap sa poocha ka ma bohat bhooka hon ap na farmaya ka aik jaga patr langar chal raha ha wahan ja kar khana kha lo .jab wo wahan pohncha to us na dakha ka wahan dastarkhawan par tarha tarha ka khane pare hoye the us na pait har kar khana khaya .jab wo kha chuka to wo kuch khana chupane laga Imam Hussain jo is langar ko chala rahe the us sa pocha ka ya kahan la ka jarahe ho to us na kaha ka mane raste ma aik shaks ko daikha jo roti ko pani ma dabo kar kha raha tha ma ya khana us ka liye la kar jaraha hon IMAM na muskura kar kaha ka ya in he ka to dastarkhawan han wo mere baba Hazrat Ali han.Mashallah ya HA Hazrat Ali ki saadgi ka dosron ko behtreen khana khilate or apne liye sirf mamoli si roti .
No comments:
Post a Comment