Friday, 12 May 2017

Rasool Pak Hazat Muhammad ka mojzat...Complete

Rasool Pak Hazat Muhammad ka mojzat...Complete

Hazat Muhammad (S.aw) ka 3 ehm taeen mojzat han


AP par Quran ka nazool hona

Allah pak na ap (S.A.W) par quran nazil kia Quran Aik zinda mojza ha jo qayamat tak tamam insanon ka liye rahe hadayat ha ap par quran nazil kia giya ya bohat bara mojza ha kun ka aga ya quran kisi pahar par bhe nazil hota to wo reza reza hojata.

Shaqul Qamar ka mojza

Qureesh makkah na ap sa kaha ka har nabi ko Allah koi na koi mojza daka bhejta ha ap bhe apna koi mojza dikayen phi he hum ap par emaan laye gan to ap (S.A.W) na apne shahadat ki ungli sa chand ki taraf ishaara kia to chand ka aik tukra logon ko pahar ki aik taraf or dosra tukra dosri taraf jata hua dikhae dia

Suraj ka palat jana


Aik bar ap Hazrat Ali ka sath the ka ap ki ankh lag gaye ap ka sareaqdas hazrat Ali par tha asar ka waqat agiya lakin Hazrat Ali na ehtrame Rasool ma ap ko uthana munasib na samjha waqat guzata giya or asa ka waqat guzarta giya jab Rasool ki ankh khuli to ap na Hazrat Ali sa poocha Ali tum na asar ki namaz nae parhe to Ali na famaya ka ma namaz kase pahta ap ka sare aqdas mujh pa tha to Rasool Pak na Allah sa dua kia or sooaj palat giya o asa ka waqat agiya phi ap dono na asa ki namza ada ki

No comments:

Post a Comment

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa True Story

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa  Turki ma aik badshah tha jiss ka naam muraad tha aik din us na irada kia ka wo raat ko shehar ma gas...