Sunday, 14 May 2017

Hazrat Ali (A.s) ka Rasool Pak (S.A.W) ka bistar par sonay ka Waqiya--Complete story

Hazrat Ali (A.s) ka Rasool Pak (S.A.W) ka bistar par sonay ka  Waqiya--Complete story


Jab Hazat Muhammad (S.A.W) na logo ko Allah ka peegham pohchya o deen ki tableeg ki to wo ap ka jani dushman hogaye chanacha aik din unho na plan bnaya ka Hazat Muhammad (S.A.W) ko qatal kar dan chanacha kafir aik bare tadad ma talwar liye Hazat Muhammad (S.A.W) ka ghar pohnch gaye rat ka waqat tha unho na kaha ka subah jab Hazat Muhammad (S.A.W) ghar sa bahar nikale gan to hum in ko qatal kar da gan Hazat Muhammad (S.A.W) na Hazrat Ali ko apne bistar par sone ka hukum diya or Allah ka hukum sa hijrat ka faisla kiya kufar makkah yah samjhte rahe ka Hazat Muhammad (S.A.W) andar mojood han Hazat Muhammad (S.A.W) na kuch amanaten jo lofon na ap ka pas jama karwaye the hazrat Ali ko den or kaha ka tm kal logon ko in ki amanten wapis kar ka madina ajana .Hazrat Ali Hazat Muhammad (S.A.W) ka bistar par sogaye.Subah hoye to kufar na darwaza khatkataya Hazrat Ali na darwaza khola  kufar kehne lage ka Ali btao ka Hazat Muhammad (S.A.W) ka kahan han ap na jawab diya ka kia tum un ko mere hawale kar gaye the jo mujh sa pochte ho ap na logon ko in kiamanten wapis ki or madina tashreef la aye

No comments:

Post a Comment

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa True Story

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa  Turki ma aik badshah tha jiss ka naam muraad tha aik din us na irada kia ka wo raat ko shehar ma gas...