Saturday, 13 May 2017

Hazrat Ali (A.S) Ka Elmohikmat ka Waqiya--Complete Stoy

Hazrat Ali (A.S) Ka Elmohikmat ka Waqiya--Complete Stoy


Aik martaba Hazrat Ali (A.s) namaz ka liye ja rahe the ka shetan insaan ka labas ma aya or kehne laga ka aaj ma ALI ki namaz qaza kar ka raho ga wo Hazrat Ali (A.s) ka pas aya o kehne laga ka ka Ali btao ka kon sa janwa anday date han o kon sa janwar bache date han us na socha ka Ali ha janwa ka naam la ka btaye gan o youn kafi dar ho jaye gi o in ki namaz bhe qaza ho jaye gi lakin Hazrat Ali (A.s) jin ka pass Allah na bohat elm diya tha farmaya ka:"jin janwaron ka kaan nazar ate han wo bache date han o jin ka kaan nazar nae ate wo anday han .us na pocha koi o nishani batao to ap na famaya ka jo janwar khane ko nigalte han wo anday date han o jo khane ko chaba ka khate han wo bache date han SUBHANALLAH

No comments:

Post a Comment

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa True Story

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa  Turki ma aik badshah tha jiss ka naam muraad tha aik din us na irada kia ka wo raat ko shehar ma gas...