Hazrat Muhammad (S.A.W) KA Zamana ma nafarman bete ka Waqiya--Complete Story
Muhammad (S.A.W) ka zamana ma aik shaks ki mout ka waqat qareeb aya kahen dinon tak jan kani ki kaifyat ma mubtala raha marta tha na jeta the Hazrat Muhammad (S.A.W) ko is shaks ka bae ma itlah di gaye Hazrat Muhammad (S.A.W) na farmaya ka "kia is ki maa zinda ha .arz kia giya "ji han " Hazrat Muhammad (S.A.W) na famaya ka is ki maa ko bulaya jaya jab wo wahan pohnche to Hazrat Muhammad (S.A.W) na farmaya ka tum apne bete ko maaf kar do us na ka kaha ka ma isko maaf nae karsakte is na mujhe bohat dukh or ghum diye han ma ise kabhe maaf nae karon gi is par Hazrat Muhammad (S.A.W) na farmaya ka lakriyan jama ki jaye or iska bete ko aa ma daal diya jaye lakriyan jama ki gayen jab iska bete ko aag ma pehnka jane laga to us aurat ki mamta jaag gaye or wo rote hoye kehne lage ka hazoor isko aag ma na dala jaye Hazrat Muhammad (S.A.W) na famaya ka agar tum apne bete ko maaf nae karo gi to Allah bhe isko maaf nae kare ga.chanacha is aurat na apne bete ko maaf kadiya or youn uske bete ki jaan nikal gaye .
No comments:
Post a Comment