QAROON KA KHAZANA OR ISKA TAKABUR Ka Anjaam
Hazrat Mosa A.s ki Qaroon nami Aik Badhah tha jis ko Allah na beshumar malodolat sa nawaza tha yahan tak ka is ka Khazae ki keys 70 oonton par jate the jab khazane ki keys he 70 onton ma jate ho ge tu andaza lagaya kasakta ha isko Allah na kitne doolat ata ki ho gi Allah na Hazrat mosa A.s sa kaha ka Qaroon sa kaho ka wo logon par apne maal sa ehsaan kiya kare jis trha Allah na us par ehsaan kiya lakin Qaroon na mutkaburana lehje ma kaha ka Allah na muhj par kiya ehsaan kiya ha ya tu meri mehnat ka nateja ha Mosa A.s na kaha ka Qaroon tu apne doolat par itna itra maat yaqeenan Allah takabur ko maaf nae karta lakin Qaroon apne garoor par qaim raha .
Qaroon ka Anjam
Jab Qaroon na Allah ka hukam na manna or apna garoor or takabur par qaim raha to Allah na Qaroon par azab Nazil farmaya or Qaroon apne he mallodolat sona chandi or khazana ma garq ho giya jo shaks takabur karta ha to Yaqeenan Allah kareem Takabur ko pasand nae karta ya jo malodolta hum ko mila ha Allah ka ata karda ha wo jise chahta ha maal data ha or jis sa chahta ha maalodolat ko cheen lata jis ko chahta ha izaat data ha or jis ko chahta ha zillat data ha lahaza hamme chahye ka hum ko Allah na jo mallodolat ata farmaya ha is ma sa zakat dan or us ka bandon par khurch karen kun ka zakat dana sa maal kam nae hota balka barhta ha or barkat paida hote ha or akhirat ma bhe ya amaal hamare najaat ka zariya ha
No comments:
Post a Comment