Monday, 17 July 2017

Hazrat Noah A.s Ki Kashto or Toofane Noah A.s ka Sucha Waqiya Complete story

Hazrat Noah A.s Ki Kashto or Toofane Noah A.s ka Sucha Waqiya 

Quran Majeed Ma Zikar

Hazrat Noah A.s ki kashti bnane ka zikar quran majeed aya ha oe tufan Noah ka bayan bhe ha ,Allah na Hazrat Noah A.s  ko wahi ki ka hamare ankhon ka samane or jo wahe hum na tum ko bheje ha iska mutabiq kashti tyarr karo or mazeed madad or hadayat ka liye Hazrat Jibraeel A.s ko bheej diya

Hazrat Noah A.s Na Kashti Kase Tameer ki

Hazrat Noah A.s  aik pahar par rehte the jahan par darakht na the is liye Hazrat Noah A.s  na pehle wahan bohat sare darakht ugaye or phir us darakht sa lakri kaati or pahar par beth kar kashti tiyar karne lage Hazrat Noah A.s  na aik bohat bare kashti tiyaar ki aik ravayat ka mutabiq Hazrat Noah A.s  na ya kashti 100 saal ka arsa ma bnae

Toofan-e-Noah

Hazrat Noah A.s na logon ko btaya ka aik bohat bara tofan ane wala ha jo sab kuch tabah karda ga sirf wo najat paye a jo is kashti ma sawar hoga lakin loog Hazrat Noah A.s  ka mazaq urate or kehte ka ya to deewana ha yahan tak ka ap ka beta kunan or ap ki biwi bhe ap par emaan na laye Hazrat Noah A.s ki is kashti ka tool 300gaz ,arz 50 gaz or hieght 30 gaz the ya kasht aam kasht ki trha na the ya neeche sa or oper sa donon taraf sa band the take jab toofan aye to uper or neeche donon ma bethne wale mehfooz rahen is kashti ka 3 darje the or har aik ma aik darwaza tha.rawayat ma ha ka Hazrat Noah A.s  na tamam jandaron ka aik aik jora is kashti maa rakha tofan ane tak Hazrat Noah A.s apni qoum ka logon or biwi or bete ko samjahte rahe lakin wo ap ki baton ka mazaaq urate or kehte ka agar toofan aye ga to hum pahar par churh jayen ga lakin jab toofan aya tu wo itna ouncha tha ka pahar sa bhe ouncha pani aya or kashti ma bethne walon ka siwa sabhe loog garq ho gaye.

No comments:

Post a Comment

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa True Story

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa  Turki ma aik badshah tha jiss ka naam muraad tha aik din us na irada kia ka wo raat ko shehar ma gas...