Monday, 17 July 2017

Hazrat Ayub A.s KA SABAR OR USKA INAAM---Complete Story

Hazrat Ayub A.s KA SABAR OR USKA INAAM---

Hazrat Ayub A.s ka sabro istaqamat ka zikar quaran majeed ma bhe aya ha Allah na ap ka sabar karne ki wajah sa apna behtreen banda qarar diya Hazrat Ayub A.s ko Allah na ap ki qum soran ki raraf nabi bna kar bheeja Allah na Hazrat Ayub A.s  ko beeshumar namaton sa nawaza tha ap ka paas betahasha malodolat tha ap aik bohat bare tajir the or pa ki tajarat dr dor tak phele hoye the Allah na ap ko kaseer tadad ma aulad ata ki ap ka 7 bete or 7 betiyan the ap ka ashab bhe kasrat ma the Allah na ap ka sabar ko azmana chaha ar ap ko azmaish ma dala .ap ka tamam maldolat tabah hogiya yahan tak ka ap faqeer hogaye isi trha ap ki aulaad bhe aik aik kar ka Allah ko piyari hne lage yahan tak ka ap ki koe aulad zinda na rahe lakin phir bhe ap ki azmaish khatam na he ak ko aik beemari lahaq hogaye yahan tak ka ap chalne phirna ka qabil bhe na rahe ap ka gosh jism sa utarne laga ap ki ya beemari ko dakh kar logo na Bhe ap ka sath chor diya siwae ap ki biwi or do doston ka ilawa sa na ap ka sath vchor diya ka kahe ya beemari inko bhe na laag jaye Hazrat Ayub A.s  ki biwi aik nahayat wafadar or naik khatoon the wo ap ki khidmat karte ap ko khana khilate yahan tak ka wo waqat agiya ja ap ka ghar ma tamam maloasbab khatm h giya r ghar ma khane ka liye kuch na bacha phir ap ki biwi na ujrat par gharon ma kaam karna shuru kar diya aik din ap ki biwi na ap sa kaha ka p Allah ka Rasool han agar ap dua karen ga to Allah ap ki beemari ko khatam ka da ga .ap na farmya ka Allah na hamme itene arsa tak namaton sa nawaza tha hame itna malodlat ata kiya mjhe Allah sa dua mangte hooye sharam ate ha ma ja tak dua nae karoon ga jab tak 80Saal na guzar jayen ap ka ya jawab sun kar ap ki biwi mayos hogaye chnka inbaton sa Allah ki nashukri hote is liye Hazrat Ayub A.s  apni biwi sa naraaz hogaye or apne kasam khaye ka agar Allah mjhe sahatyaab kare ga t ma pni biwi ko 100 kore maron kuch din ka baad logn na ap ki beemari ka daar sa p ki biwi k kaam dana bhe band na kar diya phir ap na Allah sa dua ki or Allah na ap ki beemari khatam kar di ap sahatmand hoaye ASllah na ap ko tamam maloasbab lota diya or ap ko aulaad ata farmaye

No comments:

Post a Comment

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa True Story

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa  Turki ma aik badshah tha jiss ka naam muraad tha aik din us na irada kia ka wo raat ko shehar ma gas...