100 SAAL TAAK SOYE REHNE WALE NABBI Hazarat Uzair A.s KA WAQIYA
Hazarat Uzair A.s ko Allah hukam diya ka w aik basti ki taraf jayen jab Hazarat Uzair A.s us basti ma pohnche tu unh na dakha ka wahan ke mojood na tha or basti veeran the wo ya dakh kar bohat heeran hoye or soochne lage ka Allah na mujhe yahan kis liye bheja ha yahan to koe mojod he nae ha un ka dil ma ya khayal bhe aya ka Allah is asti ko kase abaad kare ga or ya ka mere marna ka badd Allah mujhe kase zinda kare ga t Allah na un k ya bat samjahne ka liye unhe 100 saal ki mout da di Allah na Hazarat Uzair A.s ki roh ko us waqat qabz kia jab wo soo rahe the jab wo uthe to Allah na un sa pocha ka tum kitna arsa sote rahe ho t unho na jawab dia ka ma din ya din ka kuch hissa soya hn ga Allah na farmya ka tum apne khana or gadhe ki tarf dakho .khana boohat jald kharaab ho ja lakin 100 saal guzar jane ka bawajd khana bilkul taaza tha ap na apne gadhe k dakha to us ki hadiyan bikhre pare the achanak hadiyon ma harkat paida hone lage or wo dbara zinda h kar awaz lagane laga Hazarat Uzair A.s ya daikh kar pukar uthe ka beeshak mera parwardigar har cheez par qadir ha un ki is arzi mout ka dooran woo basti abaad h chuke the Hazarat Uzair A.s us basti ma gaye or poocha ka kia tum, uzair koo jannte ho unho na kaha han lakin un ko tu fout hoye 100 saal guzar chuke han Hazarat Uzair A.s na un k btaya ka ma he uzair hun lakin un ko yaqeen na ya phir woo aik burya ko laye jiss ki umer 120 saal the us na Hazarat Uzair A.s ki 10 nishaniyan btae.ya nishaniyan dakh kar unhe yaqeen ho giya ka ya Hazarat Uzair A.s he han Hazarat Uzair A.s na un logo ko phir sa turait ki taleem dana shuru ki kun ka wo loog isko bhol chuke the wo loog Hazarat Uzair A.s ka is mojza sa bohat mutasir hoye or unho na Hazarat Uzair A.s ko Allah ka beta manna shuru kar diya or ya burae nasal dar nasal yahodiyon ma pheel gaye or yahoodi aaj he Hazarat Uzair A.s ko Allah ka baita he maante han.
No comments:
Post a Comment