Friday, 12 May 2017

Hazrat Ali (A.s) Ka Mojza --Complete Story

Hazrat Ali (A.S) Hazrat Muhammad(S.A.W) ka chachazad bhae the ap bohat bahadur or bre ilm wale the aik bar kuch logo na ap sa shararat karna ka socha or kaha ka mere is dost ki namaze janaza parha di jiye un logon na apne dost ko samjahaya tha ka tum jhoot moot marna ka bahana karna or lete rehna wo log Hazrat ALI ka pas gaye oar kaha ka is ka namaze janaza parha di jiye Hazrat Ali A.S na pocha ka kia ma is ka namaze janaza parha don unho na kaha ha ji parha di jiye ap na un sa teen bar yahe pocha or unho na kaha ka ji parha dan.garz Hazrat Ali na us ka namazejanaza parha dia or chale gaye wo log dil dil ma khush ho rahe the ka Ali na zinda ka namazejanaza parha dia jab unho na apne dost sa kaha ka uth ja ab ALI chale gaye han lakin wo na utha jab uunho na dakha ko such much mar giya ha to wo boihat pareeshan hogaye wo log Hazrat Ali ka pas gaye or ro kar kehna lage ka hame maaf kar dan hum na to ap ka sath mazaq kia tha ab aisa nae karen ga is ko zinda kar dan to Hazrat Ali na Allah ka hukam sa us ko dobara zinda kar dia

1 comment:

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa True Story

Turk Badshah OR Ek sharabi ka Qisaa  Turki ma aik badshah tha jiss ka naam muraad tha aik din us na irada kia ka wo raat ko shehar ma gas...